Izhaar e Ishq Shayari
Mohabbat toh wo hain joh ik tarfa ho,
Izhaar e Ishq toh khawaish ban jati hai
Agar hai pyar toh aankho mein dekho,
Haal-e-dil baya karne se numaish ban jati h
Izhaar e Ishq toh khawaish ban jati hai
Agar hai pyar toh aankho mein dekho,
Haal-e-dil baya karne se numaish ban jati h
Propose Shayari
Humare ishq mein jo aaj mahfuj hain itna,
Khuda jane wo ab bhi kyu khamosh hai itna
Agar dil de diya hai to behichak ejhaar kare
Hum dekh le ki es dariya me sailaab h kitna
Khuda jane wo ab bhi kyu khamosh hai itna
Agar dil de diya hai to behichak ejhaar kare
Hum dekh le ki es dariya me sailaab h kitna
Love Sms on Dil
Mohabbat har shaks ko apna deewana bana deti h
Mohabbat jannat ki sair kara deti hain
Dil ke ho mareez to karo ijhaar-e-mohabbat,
Kyuki mohabbat har dil ko dhadkna sikha deti hai
Mohabbat jannat ki sair kara deti hain
Dil ke ho mareez to karo ijhaar-e-mohabbat,
Kyuki mohabbat har dil ko dhadkna sikha deti hai
Husn Sad Shayari on Love
Patther ki tarah dil ko tarasha hai bar bar
Ek taj mahal humne banaya hai bar bar
Hum to wafa ki rah pe tanha hi rah gaye
Par rahgujar pe tumko talasha hai bar bar
Aaye hai usi mode pe, jaha apna nahi koi
Es sahar ne dewane ko thukraya h bar bar
Mana k tere husn ke kabil nahi hu main
Par ishq tere dar pe mjhe laya h bar bar

Zindagi Maut Shayari Love
Kya naam lu tumhara?
Khawaab kahungi toh bikhar jaoge,
Dil kahungi toh toot jaaoge,
Tumhra naam zindagi rakhti hoon,
Maut se pehle sath mera na chod paoge
Khawaab kahungi toh bikhar jaoge,
Dil kahungi toh toot jaaoge,
Tumhra naam zindagi rakhti hoon,
Maut se pehle sath mera na chod paoge
Sad Love Shayari on Dil
Tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
Ek diya jo andhero mein jala rakha hain
Jeet kar le jaye koyi mujhko naseebo wala
Zindagi ne mujhe daav par laga rakha hai
Jane kab aaye koyi dil mein jhankne wala
Esliye mene girebaan ko khula rakha hain
Emtihaan aur meri zabt ka tum kya loge,
Mene dhadkan ko b sine me chipa rakha h

Ek Ehsaas True Love Sms
Ek Ehsaas Sacche Pyar Ka -
Humara dil tab nahi rota, Jab hum kisi ko kho dete hain,
Dil to tab rota hain,
Jab hum Khud Ko Kho Kar Bhi, Kisi ke ho nahi pate
Humara dil tab nahi rota, Jab hum kisi ko kho dete hain,
Dil to tab rota hain,
Jab hum Khud Ko Kho Kar Bhi, Kisi ke ho nahi pate
Sad Love Shayari Sms in Hindi
Main aadat hu uski, woh zarurat hain meri,
Main farmayish hu uski, woh ibadat hai meri
Itni aasani se kaise nikal du use apne dil se,
Main khwab hu uska woh hakikat hain meri
Main farmayish hu uski, woh ibadat hai meri
Itni aasani se kaise nikal du use apne dil se,
Main khwab hu uska woh hakikat hain meri
Sad Love Shayari Sms
Raat aati hain teri yaad chali aati hain
Kis shahar se teri aawz chali aati hain
Chand ne khub saha h suraj ki agan
Teri ye aag mujse nahi sahi jati hain
Dil me utari hai teri dard bhari aankhe
Meri aankho me wahi pyas jag jati hai
Humne dekha tha khud ko teri surat me
Aayina dek kar ab raat kat jati hain
Kis shahar se teri aawz chali aati hain
Chand ne khub saha h suraj ki agan
Teri ye aag mujse nahi sahi jati hain
Dil me utari hai teri dard bhari aankhe
Meri aankho me wahi pyas jag jati hai
Humne dekha tha khud ko teri surat me
Aayina dek kar ab raat kat jati hain
Sad Love Shayari In Hindi
Mukda hasi aur mukde ka rang wahi tha
Kaisa kah du unko bewafa main yaro
Unka to dekne ka aadaaz aaj b wahi tha
No comments:
Post a Comment