Dil to tod hi diya hai ab jalado ashiyana mera
Taki hum jalkar khak ho jaye
Na dekh sake gairon ke sang muskurana tera
JANAZA mera uth raha tha,
fir be takliff thi unko aane me,
Bewafa ghar me baithe puch rahe the,
Or kitni der hai "Dafnane" me. . .
Umar Saari To Andhere Mein
Nahi Kat Sakti.
Hum Agar Mohabbat Mein
Dil
Na Jalaaye
To Uss Bewafa Ka Zikar Kaise Ho ..!!
Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gayi
Tujhse Juda Ho Kar Bhi Jeeney Ki Aadat Ho Gayi
Tum Laut Ke aaoge Hm Se Milne
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gayi
Pathar K Aage Sar Na Jhukana
Ki Wo Devta Ho Jaye
Kisi Se Itni Mohabat Na Karna
Ki Wo Bewafa Ho Jaye
Hm duniya ki bhid mai T A N H A reh gye
Hm un k hr sitam ko hans kr seh gye
Jine chaha is zindagi se badh kr
Hm mil nhi sakte wo ye keh gye
Kya gila kre hm unse bewafai ka
Hm khud hi laye the mausam tanhai ka
Wo to melo dur the hmse
Hm hi picha krte rhe unki prchai ka
Dard-E-Dil Me pr uska ehsas nhi hota ,
R ota hai dil jb wo pas nhi hota
Brbad ho gye hm unki muhabbat mai,
Aur wo kehte hai is tarha pyar nhi hota.
kya kya chupaye kya kya bataye,
is Dard-E-Dil ko kise sunae,
dard hota jism me to dawa kar lete,
par is bari dil k dard ki dawa kese banaye.
2 batein unse ki,
dil ka dard kho gya,
logo ne pucha aj tmhe kya ho gya hai?
hm bekrar ankho se sirf ro paye,
ye bhi na keh sake ki,
humara pyar kisi aur ka ho gya hai
Hasi-Hasi mai kitno ko hasa diya,
hasi-Hasi mai kitne gamo ko chupa liya,
haskar gaya koi hum par is tarah,
ki humne zindgi bhar hasna bhula diya..
Unko azmakar dekh liya,
ek dhoka kha kar dekh liya,
kya hua hum hue barbad,
Unhone to apna dil behlakar dekh liya. . .
Jholi faila kar manga tha use khuda se
Per khuda ne merifariyad ko suna nahi
Jab v pucha maine iski wajah to usne kaha
Q chahte ho use jo tere liye bana hi nahi
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai
Unke bewafai pe wafa ham karenge,
Yaad ko unki dil se juda ham karenge.
Itna chaha fir bhi yaqin nahi use,
Aisi zindagi jee kar kya karenge
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup - Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai.....Khel Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai..
janaja mera uth raha tha fir V takleef tha unko aane me,
wo bewafa aaya V to puch raha tha, or kitni der lagega ise dafnane me.
Taki hum jalkar khak ho jaye
Na dekh sake gairon ke sang muskurana tera
JANAZA mera uth raha tha,
fir be takliff thi unko aane me,
Bewafa ghar me baithe puch rahe the,
Or kitni der hai "Dafnane" me. . .
Umar Saari To Andhere Mein
Nahi Kat Sakti.
Hum Agar Mohabbat Mein
Dil
Na Jalaaye
To Uss Bewafa Ka Zikar Kaise Ho ..!!
Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gayi
Tujhse Juda Ho Kar Bhi Jeeney Ki Aadat Ho Gayi
Tum Laut Ke aaoge Hm Se Milne
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gayi
Pathar K Aage Sar Na Jhukana
Ki Wo Devta Ho Jaye
Kisi Se Itni Mohabat Na Karna
Ki Wo Bewafa Ho Jaye
Hm duniya ki bhid mai T A N H A reh gye
Hm un k hr sitam ko hans kr seh gye
Jine chaha is zindagi se badh kr
Hm mil nhi sakte wo ye keh gye
Kya gila kre hm unse bewafai ka
Hm khud hi laye the mausam tanhai ka
Wo to melo dur the hmse
Hm hi picha krte rhe unki prchai ka
Dard-E-Dil Me pr uska ehsas nhi hota ,
R ota hai dil jb wo pas nhi hota
Brbad ho gye hm unki muhabbat mai,
Aur wo kehte hai is tarha pyar nhi hota.
kya kya chupaye kya kya bataye,
is Dard-E-Dil ko kise sunae,
dard hota jism me to dawa kar lete,
par is bari dil k dard ki dawa kese banaye.
2 batein unse ki,
dil ka dard kho gya,
logo ne pucha aj tmhe kya ho gya hai?
hm bekrar ankho se sirf ro paye,
ye bhi na keh sake ki,
humara pyar kisi aur ka ho gya hai
Hasi-Hasi mai kitno ko hasa diya,
hasi-Hasi mai kitne gamo ko chupa liya,
haskar gaya koi hum par is tarah,
ki humne zindgi bhar hasna bhula diya..
Unko azmakar dekh liya,
ek dhoka kha kar dekh liya,
kya hua hum hue barbad,
Unhone to apna dil behlakar dekh liya. . .
Jholi faila kar manga tha use khuda se
Per khuda ne merifariyad ko suna nahi
Jab v pucha maine iski wajah to usne kaha
Q chahte ho use jo tere liye bana hi nahi
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai
Unke bewafai pe wafa ham karenge,
Yaad ko unki dil se juda ham karenge.
Itna chaha fir bhi yaqin nahi use,
Aisi zindagi jee kar kya karenge
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup - Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai.....Khel Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai..
janaja mera uth raha tha fir V takleef tha unko aane me,
wo bewafa aaya V to puch raha tha, or kitni der lagega ise dafnane me.
No comments:
Post a Comment